HOW TO INSTALL FLUXION USING TWO METHOD IN HINDI
Hello friends.
Fluxion ek hacking tool hai jo wifi hacking ke liye banaya gya hai. yah tool wifi phishing attack karta hai. victim broadcasting network pe jo bhi client connect ho uss client ko deauthentication karta hai phir victim ke network ki clone banata hai. phir victim ke jesa duplicate network broadcast karta hai. jab deauthentication kiya hua client phir se uss wifi se connect karta hai tab client duplicate network pe connect ho jata hai. then client apna browser open karega tab usko wifi authentication ka menu aayga. jab client victim network ka password enter karega. tab vo password hacker ke pass aaa jata hai.
Fluxion install do method se kar sakte hai. 1. Manually 2. Install from Lazy script
How to install
1. Manually
Kali linux ka terminal ka window open kare. then type
git clone https://github.com/wi-fi-analyzer/fluxion.git
-
Then type
cd fluxion
-
Then type
./fluxion.sh
-
Iss type ki window show karegi. agar koi tool Not installed bata raha toh then
apt-get install "type here tool name"
-
Like this
Restart the terminal then type
cd fluxion
./fluxion.sh
-
Then shows fluxion tool window.
2. Install from Lazy script
Open Lazy script.
Type in terminal >> L
Select TOOLS.
Type in terminal >> 9
Select Wifi tools.
Type in terminal >> 1
Select Fluxion for installing.
Type in terminal >> 1
Finnaly yeh automaticaly Fluxion install karne lagega.
No comments:
Post a Comment